vo to khushbu hai hawaon mein bikhar jaega
masla phul ka hai phul kidhar jaega
ham to samjhe the ki ik zakhm hai bhar jaega
kya khabar thi ki rag-e-jaan mein utar jaega
-- Parveen Shakir
umar bhar khyali bhuto se agar main na darta,
khuda main kya zor se jeeta, khuda main kya chain se marta
-- Ambrish Verma
